% ITRANS SONG # rmim0290; Created on Jan 26, 2004 % \startsong \stitle{chupake se dil me.n aa base rah ke nazar se duur duur}% \film{Bhaijan}% \year{1945}% \starring{Noorjehan, Meena, Anees Khatun, Karan Diwan}% \singer{Noorjehan/ Zeenat Begum}% \music{Shyamsunder}% \lyrics{Padatau Lakhanavii}% % % Contributor: Nimish Pachapurkar % Transliterator: Nimish Pachapurkar % Date : December 1, 2002 % Comments: The song exists in two versions. % Soundtrack version - Noorjehan % 78 rpm version - Zeenat Begum. % Lyrics are from the second version. % % NOOR-E-TARANNUM Series #31 (NJ) and GEETanjali (ZB) series. % \printtitle #indian % chupake se dil me.n aa base, rah ke nazar se duur duur jin ke qadam se ghar thaa ghar, hai.n vohii ghar se duur duur hogii naa kam ye bekalii, Dhuu.NDhe.nge ham galii galii chhaane.nge dar\-ba\-dar kii Kaak, aap ke dar se duur duur ham pe taras na khaa_iye, ghar me.n to apane aa_iye dekhe.nge dil kii aa.Nkh se, rah ke nazar se duur duur chupake se dil me.n aa base, rah ke nazar se duur duur % #endindian \endsong %