% ITRANS SONG # rmim0418; Created on Jan 26, 2004 % % From: Srinivas Ganti (gantisri@hotmail.com) % Date: 2002-09-17 21:35:41 PST % \startsong \stitle{ai vatan ke sajiile javaano mere naGme tumhaare liye hai.n}% \film{Pakistani-non-Film}% \year{1965}% \starring{}% \singer{Noorjehan}% \music{Mian Sheharyar) \lyrics{Jamiluddin Aali}% % % Contributor: Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Comments: NOOR-E-TARANNUM #3 % Credits:UV Ravindra, Irfan Anwar (Anwar06@msn.com) % Date: 17 September 2002 % \printtitle #indian % ai vatan ke sajiile javaano mere naGme tumhaare liye hai.n sar\-faroshii hai iimaa.N tumhaaraa jurrato.n ke parastaar ho tum jo hifaazat kare sarahado.n kii vo falak\-bos diivaar ho tum ai shujaa'at ke zindaa nishaano mere naGme tumhaare liye hai.n biiviyo.n maao.n behano.n kii nazare.n tum ko dekhe.n to yuu.N jagamagaaye.n jaise Khaamoshiyo.n kii zubaa.N se de rahii ho.n vo tum ko du'aaye.n qaum ke ai jarii paas_baan mere naGme tumhaare liye hai.n tum pe jo kuchh likhaa shaa'iro.n ne us me.n shaamil hai aavaaz merii u.D ke pahu.Nchoge tum jis ufaq par saath jaayegii paravaaz merii chaa.Nd taaro.n ke ai raazadaano mere naGme tumhaare liye hai.n % #endindian \endsong %