% ITRANS SONG # % Date: Thu, 11 Mar 2004 18:11:57 -0600 % From: "Srinivas Ganti" \startsong \stitle{aa ga_ii bahaar, aa ga_ii}% \film{Nai Taleem}% \year{1949}% \starring{}% \singer{Lata}% \music{Vasant Desai}% \lyrics{S R Chopda}% % Contributor:Srinivas Ganti % Transliterator:Srinivas Ganti % Date: March 11,2004 \printtitle #indian (aa ga_ii bahaar, aa ga_ii man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar, jaagaa pyaar)\-2 aa.Nkho.n ne kyaa, man se kahaa a.ng a.ng jhuum rahaa hone lagaa hai khumaar, jaagaa pyaar man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar virahaa ke din biit gaye gaale gaale giit naye bajane lage hai.n taar, jaagaa pyaar aa ga_ii bahaar, aa ga_ii man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar, jaagaa pyaar aa.Nkho.n ne kyaa, man se kahaa a.ng a.ng jhuum rahaa chaane lagaa hai khumaar, jaagaa pyaar man kii kalii musakaaii nas nas me.n jaagaa pyaar #endindian \endsong