% ITRANS SONG % Asif Alvi on 9/30/2004 6:43:34 PM. \startsong \stitle{aaj ye merii zi.ndagii dekho Kushii me.n jhuumatii}% \film{Yeh Raaste Hain Pyar Ke}% \year{1963}% \starring{Sunil Dutt, Leela Naidu}% \singer{Asha}% \music{Ravi}% \lyrics{Rajinder Krishan}% % Contributor: Arunabha S Roy % Transliterator: Arunabha S Roy % Date: 1 Oct 2004 % Series: GEETanjali % generated using giitaayan \printtitle #indian (aaj ye merii zi.ndagii dekho Kushii me.n jhuumatii jaane chalii kahaa.N, jaane chalii kahaa.N) \-2 (tanhaa nahii.n chalii huu.N mai.n dil bhii hai meraa hamasafar guzarii to huu.N idhar se mai.n phir bhii na_ii hai rahaguzar) \-2 zarro.n me.n bhii hai roshanii leke tu mujhako aa gayii ai zi.ndagii kahaa.N, ai zi.ndagii kahaa.N \-2 (mujhako bulaa rahaa hai kyo.n dekho vo ko_ii duur se ba.Dhane lage mere qadam jisakii taraf Guruur se) \-2 dil me.n bhii hai suruur saa, aa.Nkho.n me.n bhii hai nuur saa shamaa jalii kahaa.N , shamaa jalii kahaa.N (raaho.n me.n merii phuul hai taare merii nigaah me.n ab naa mujhe pukaaraanaa, Duub chalii huu.N chaah me.n) \-2 apanaa nahii.n hai kuchh pataa, ai merii beKudii bataa tuu le chalii kahaa.N, tuu le chalii kahaa.N aaj ye merii zindagii \threedots #endindian \endsong